* kash mere dil ka haal mausam jaisa hota *
kash mere dil ka haal mausam jaisa hota
tere zindagi main bahar ka ahsas banta
kabhi udassi kay sard mausam main
mohabat ka eik garam ahasas banta
kabhi gham ki badli jo aati jana
mohabbat ki sunehri dhoop banta
agar meray dil ka haal mausam jaisa hota
tere zindagai main bahar ka ahsas banta
|