donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Habib Jalib
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Drakht sookh gaye ruk gaye nadii nalay *
Drakht sookh gaye ruk gaye nadii nalay
Ye kis nagar ko rawana hue gharoon walay

Kahanian jo sunatay thay ehad-e-rafta ki
Nishaan wo gardash-e-ayaam ney mita dalay

Main shehar shehar phira hon isi tamana main
Kisi ko apna kahoon koi muj ko apna'a ley

Kuch aur tuj pey khulai'n gi haqeeqtain Jalib
Jo ho sakay jo kisi ka fraaib b khaa ley.
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 393