donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Hameeda Shayar Banu
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* mei wo shajr, hun jo phool,, phal,, or chaaun,, dekar bhi *
mei wo shajr, hun jo phool,, phal,, or chaaun,, dekar bhi
hawa .. tufan .. sardi ..garmi .. khamoosh dil pe sehta gayaa
 
mei diyaa hun wo hawaao se rooz lad kaar bhi
dekh jalte , parwaane ko..ishq ki aag mei jo jalta gayaa
 
mei wo sahil hun , badnasiib.. jo samundar ke pas rehkar bhi
apni mojo se zindgi ..bhar. kabhi bhi, jo kahi naa mil na sakaa
mei wo bhawraa hun jo banaa ke, kalee ko phool chamaan
khushboo ..phoolo ki qed akhir kun mei kar. naa sakaa
 
ye reet duniyaa he (bibbo) jise bhi dil chaye bahut
wo hi insaan ....akhir kun usi ko mil naa sakaa
 
writen by h .bibbo ameer
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 363