Roz akhbar mein aati hai khabar marne ki Marne wala abhi tak koi pakda na gaya Shahar mein itne hukumat ke ahalkar bhi hain Marte vaqt kisi shakhs ko dekha na gaya