donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Iqbal Sajid
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Kal shab dil-e-aavaaraa ko siine se nikaalaa *
Kal shab dil-e-aavaaraa ko siine se nikaalaa,
ye aaKhrii kaafir bhii Madiine se nikaalaa,
(shab : night; dil-e-aavaaraa : wandering heart; kaafir : disbeliever)
ye bhiiR nikaltii thii kahaaN Khaana-e-dil se,
yaaroN ko nihaayat hii qariine se nikaalaa,
(Khaana-e-dil : house that is heart; nihaayat : extremely; qariine se : with style)
ham KhuuN Khud bahaa kar bhii hu’e baaGh meN rusvaa,
us gul ne magar kaam pasiine se nikaalaa,
(rusvaa : ashamed; gul : flower)
ye soch ke saahil pe safar Khatm na ho jaaye,
baahar na kabhii paaNv safiine se nikaalaa.
(saahil : sea-shore; safiinaa : boat)
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 454