donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Irfan Siddiqui
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Haq fateh-yaab mere Khuda kyuN nahii'n hua *
Haq fateh-yaab mere Khuda kyuN nahiiN hua
tuune kahaa tha, teraa kahaa kyuuN nahiin hua

jab hashr isii zamiin pe uThaye gaye to phir
barpa yahiiN pe roz-e-jazaa kyuuN nahiiN hua

voh sho’la saaz bhi isii bastii ke log the
unkii galii meN raqs-e-hawaa kyuuN nahiin hua

kya jazbe ishq mujhse zeyada tha ghair mei'n,
iska habib us se juda kiyo'n nahi hua,

karta raha mai'n tere liye dosto'n se jung,
too mere dushmano'n se khafa kiyo'n nahi hua,

jo kuchh hua kaise hua jaanta hoo'n mai'n,
jo kuchh nahi hua bata kiyo'n nahi hua.

Gujarat Riots have given a new metaphor to Urdu poetry. In fact, more than the Babri Masjid demolition, it is the riots in Gujarat that seem to have shaken poets. I keep track of mushairas and she’ri nashists in cities and small towns and for the last couple of years ghazal, nazm, ashaar, munaajat with reference of Gujarat have been written in abundance. However, the following ghazal is considered among the best.
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 780