* dosti key hai hum ney tum sey tu nibhayey gey *
dosti key hai hum ney tum sey tu nibhayey gey
maar key bhi hum tumhain na bhool paye gey
yaad tumhari jo aati hai hamain tu roo letey hain
chup chup key ghum key ansoo pee lete hain
ab tum bin hum na reh payey gey
tum na mile tu hum maar gaye gey
kehtey hain mohabbat sey bare koi cheez nahin
mere liye tu tumahri dosti he kafi hai,
jo hum ney tum sey key hai aur kartey jayey gey
tumhari yaad ney kar diya hai hamain diwaana
jane kya tha tumhara mera afsaana
tumhare yaadein mujhe satatey rehtey hain
din raat mujhe tarpatey rehtey hain
jab yaad aatey hain woh methe paal tumhare sath
har aaik paal jase mere jaan jatey rehtey hain
loogon ney samjh liya hamain deewana
booley aisa tu na tha pyaar ka bhi fasana
tumhara haal tu majnoo sey boora hai
jane is dosti ney kya asaar choora hai
soch main parh gaye hum bhi phir
yaad aa gaye tumhare har ghari hal pal
choor diya hum ney sochna un key batoon ko
phir shoru kar diya tumhara intezaar ratoon ko
abke jo tum aoo tu jana nahin
hamain phir youn tarpana nahin
intezaar kar rahe hain hum aab aa jao loot kar tum
|