* Pyaar Kiya tu nibhaye gey *
Pyaar Kiya tu nibhaye gey
ab mar kar bhi tumhain he chahain gey
ho jaye judaa tu koi ghum nahin
phir bhi hum yeh wadaa nibhaye gey
Pyaar koi khele nahin yeh jaan loo
tum ab is preet ko maan loo
tum bin ab na reh payey gey
khate hain kasam hum maar jayey gey
Chahey jo sazaa dee doo hamain
ab hum woh bhi seh jayey gey
bas aaik baar mil jao hamain
tum pee har aaik khushi lutayey gey
jaan jao gey tum hamari chahat
phir tum bohat ansoo bahao gey
zindagi kar dee hai tumhare naam hum ne
ab kya tum hum ko maar pao gey
ab har pal intezaar hai tumhara kab aao gey
dunya bhaar key khusiyaan kab latao gey
|