donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Jamal Nasir
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Ja rahay the ek raste per *
Ja rahay the ek raste per 
aa gaya koi nazar 

karne laga baat hum se 
jane kyoun kis kadaar 

hum ne use jana nahi 
us ghare ko pehchana nahi 

pooch liya us sey us ka naam 
jane kya tha us ka kaam 

jaanta woh bhi na tha hum ko 
jane kyoun laga phir pareshaan 

karne ko baat the nahi 
per karta gaya woh nadaan 

soch main parh gaye hum 
kya bolain is ko ab 
jaante the nahi us ko hum 
per karna para ab yeh kaam 

bool diya us ne ab 
karne laga hoon tum ko pasand 

maan loo mere baat tum 
kar na deena mujhko anjaan 

bholon ga nahi ab tum ko kabhi 
aao gee yaad ab subha shaam 

baan jao ab mere tum 
kar doon ga khud ko tumhare naam 
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 333