* aaj tu ne aaik paal main kar diya begana *
aaj tu ne aaik paal main kar diya begana
jis kee jaan the tu use ko kar diya anjana
badal jane se tere dil tu toota hai
jo socha na tha ke hoo ga
woh hone se tera sath choota hai
dard aur ghum dil main dabaye baithe hain
nahi chahte ke tu ise dekhe
dekh liya tu jane ge
kya toofan dil main chupaye baithe the
karte ja tu apne batoon se hum ko khayal
hum ko koi aitraaz nahi
yeh dil tu hai he tera
kar dee woh haal jo karna tujhe jayaaz nahi
roo roo kar hum tu sambhaal jayein ge
toofan aur andhe sab tu taal jayein ge
nahi mite ga per yeh pyaar tere liye
yadoon main jete jee hum tu maar jayein ge
kash tu jaan paate kitna chahte hain tujh ko
jaan kya sab kuch lutate hain tujh per
jab tu kise ko is kadar chahe ge
ankh kya dil main bhi bohat ansoo paye ge
kitne asaani se bool diya tu ne
dil tu toot-tein hain bohat zindagi main
tum bhi asaani se sambhal jao ge
mere pyaar main ik din zaroor badal jao ge
badalna hoota hum ne tu kab ke badal jate
tujh per apne jaan kya dil bhi na lutate
bus main nahi hai yeh pyaar mere
is liye tu hanste hanste kar diya dil hawale
jo karna hai kar daloo is ke sath
khiloona hai yeh tu tumhare liye
jaan baan gaye hoo tum tu hamare
isi liye is dard main mujh ko he samoona hai
|