donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Jamal Nasir
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* manzil per tu hum chal rahe the per rasta khoo gaya *
manzil per tu hum chal rahe the per rasta khoo gaya 
dil tu tha pehle ka khayal per ab tanha ho gaya 

becharne ka ghum bhi hai aur judai ka dard bhi 
aaik he rasta tha hamare pass woh bhi ghayab ho gaya 

manzil tu khoo chuke hai ab kya bach gaya peche 
zindagi ka har lamha jaise soona parh gaya 

aye gaye hain hazooron manzellian zindagi main 
per is ke jaane se tu zindagi ka rang he badal gaya 

zindagi ne dekhaye the jo manzil bin raste ke 
ab manzil ko cheenne se rasta he mit gaya 

bin manzil rasta kis kaam ka hai ab 
jaise nadi tu baqi hai per kinara khoo gaya 
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 347