donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Javed Akhtar
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Dukh ke ja.ngal me.n phirte hai.n kab se maare maare log *
Dukh ke ja.ngal me.n phirte hai.n kab se maare maare log,
jo hotaa hai sah lete hai.n kaise hai.n bechaare log,

jiivan jiivan ham ne ag me.n khel yahii hote dekhaa,
dhiire dhiire jiitii duniyaa dhiire dhiire haare log,
sangat dene ko paate hai.n saa.Nso.n ke ik-taare log,

is nagarii me.n kyo.n milatii hai roTii sapano.n ke badale,
jinkii nagarii hai vo jaane ham Thahare ba.njaare log.
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 344