donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Josh Malihabadi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* AshkoN ko chain hii nahiiN aafat kiye baGhair *
AshkoN ko chain hii nahiiN aafat kiye baGhair
tum, aur maan jaao sharaarat kiye baGhair
(ashva=coquetry, blandishment, playfulness)

ahl-e-nazar ko yaar dikhaanaa rah-e-vafaa
aye kaash! zikr-e-dozaKh-o-jannat ke baGhair

ab dekh us kaa haal ki aataa na thaa qaraar
khud tere dil ko, jis pe inaayat kiye baGhair

aye hamnashiiN muhaal hai naaseh kaa Taalnaa
yah, aur yahaaN se jaayeN nasiihat kiye baGair

tum kitne tund-khuu ho ki pahluu se aaj tak
ek baar bhii uThe na qayaamat kiye baGhair
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 393