Ab aur kya tera bimar baap dega tujhe, Bas ek dua ki khuda tujhko kamayab kare, Vo tank de tere anchal me'n chaand aur tare, Tu apne vaste jis ko bhi intakhab kare.