donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Khwaja Hyder Ali Aatish
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Adam se jaanib-e-hasti talaash-e-yaar mein aae, *
Adam se jaanib-e-hasti talaash-e-yaar mein aae, 
Khuli aankhen tau dekha, waadi-e-pur khaar mein aae.

Yaqin hal kuchh na kuchh rahmat mizaaj-e-yaar mein aae,
Adafi se haath baandhe hum tere darbaar mein aae.

Agar bakhshe zahe rehmat, na bakhshe tau shikaait kya,
Sar-e-taslim khum hal, jo mizaaje-yaar mein aae. 

Na puchho ahl-e-mahshar, hum se diwaana ki be-taabi, 
Yahaan majma suna, yaan bhi talaash-e-yaar mein aae. 

Adam ke jaane waalo, bazm-e-jaanaan tak agar pahuncho, 
Hamen bljj yaad rakhna, zikar 10 darbaar mein aae. 

Na maango bosa, ai Aatish, bzgaare munh woh baithe ham, 
Qayaamat hai agar ha! abroo-e-khamdaar mein aae.


 
Comments


Login

You are Visitor Number : 360