donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Khwaja Mir Dard
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Jag me.n aakar idhar udhar dekhaa , *
Jag me.n aakar idhar udhar dekhaa ,
tuu hii aayaa nazar jidhar dekhaa,
jaan se ho gaye badan Khaalii, 
jis taraf tuune aa.Nkh bhar ke dekhaa,
naalaa fariyaad aah aur zaarii ,
aap se ho sakaa so kar dekhaa,
un labo.n ne kii na masihaa-ii ,
ham ne sau -sau tarah se mar dekhaa,
zor aashiq mizaaj hai ko-ii ,
"Dard" ko qisaa-e-muKhtasar dekhaa.
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 299