donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Mahir Nizami Jhansvi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Kuch qataat Maan ke naam *
Kuch qataat Maan ke naam

Kami Jo Aagayi Gharme Kami Acchi Nahi Lagti 
Bina MAA ke Mujhe Ye Zindagi Acchi Nahi Lagti 
Kasam Allah Ki Jis Din Se MAA Ne Sath Choda Hai
Kushi Ke Waqt Bhi Mujko Khushi Acchi Nahi Lagti 
............ 

Maan ki khidmat se tu jannat ko bhi pa sakta hai
Naam waliyoon men agar chahe likha sakta hai
Maan agar rudh gayi hai to mana le us ko
Us ke ek aansu se sailaab bhi aa sakta hai
.............

Koi karta hai khidmat aur duaayen khoob pata hai
kisi ko yaad maan rahti hai koi bhul jata hai
Mere Aaqa ne khud ye baat duniya ko batayi hai 
Agar maan rooth jay to khuda bhi rooth jata hai

MAHIR NIZAMI MUMBAI
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 322