donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Mahir Nizami Jhansvi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Mitane aa raha wo fir nishani dekhte jao *
Mitane aa raha wo fir nishani dekhte jao
bane gi aaj fir koi kahani dekhte jao

Hifajat ke liye ab bhi aababiloon ka lashkarhai
n mit paye gi duniyan se nishani dekhte jao

Ragad ne wala hai wo aidiyon ko fir se patthar par
nikal aayega fir patthar se pani dethte jao

Lahu inshaa ka pani ki tarah jis ne bahaya hai
wo ab barsat mai maage ga pani dekhte jao

Adab ki sar zami pe kal he main ne payn rakhkha hai
abhi to aur aayegi rawani dekhte jao

Nazar aane lage hain kuch aroozi bazm mai apni
yahaan bhi jang ho gi ab zubani dekhte jao

Tumhari jitni chalayn hain rakhi rah jayngi mahir
jise chahe banaye ga wo rani dekhte jao

Mahir Nizami Bangkok
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 387