donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Mahmood Durrani
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Saare badan ka Khuun pasiine me.n jal gayaa *
Saare badan ka Khuun pasiine me.n jal gayaa ,
itanaa chale ke jism hamaaraa pighal gayaa ,
chalathe ki gin rahe the musiibaat ke raat din ,
dam lene ham jo baiTh gaye dam nikal gayaa ,
achchhaa huaa jo raah me.n Thokar lagii hame.n ,
ham gor pa.De to saaraa zamaanaa sambhal gayaa ,
vahashat me.n ko_ii saath hamaaraa na de sakaa ,
daaman kii fikr kii to garebaa.N nikal gayaa .
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 387