donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Mahtab Mahir
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* SAB KO HILA KE RAKH DIYA GUZRE JIDHAR SE HUM *
SAB KO HILA KE RAKH DIYA GUZRE JIDHAR SE HUM
“ KHAMOSH KIYON RAHEN GE ZAMANE KE DAR SE HUM
PAHLE TUM APNE JAKE GAREEBAN MEN JHANK LO
PHIR KAHNA HUM KO NIKLE FLANE KE GHAR SE HUM
US KI COUSIN NE MUJH KO GALE SE LAGA LIYA
JIS WAQT SE BHAGAYE GAYE US KE DAR SE HUM
HAFTE MEN EIK ROZ TO SHEMPOO LAGAYIYE
AB TANG AACHUKE HAIN IS ULJHI LATAR SE HUM
WHO JIS TARAF HAI KAHTA CHALE JATE HAIN JANAB
URTE KAHAN HAIN APNE HI AB BAL-O-PAR SE HUM
WHO DEKH HI RAHA HAI KHODA HAI HAMARA RAB
GIRTE HI JARAHE HAIN AB US KI NAZAR SE HUM
***************
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 386