donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Malikzada Manzoor Ahmad
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Na Khauf-e-barq na Khauf-e-sharar lage hai mujhe *
Na Khauf-e-barq na Khauf-e-sharar lage hai mujhe 
Khud apne bag ke pholoo se Dar lage hai mujhe 
ajib dard ka rishta hai sari dunya main 
kahin ho jalta makan apna ghar lage hai mujhe 
mai ek jam hoon kis kis ke honTh tak pahnchoo 
Gazab ki pyas liye har bashar lage hai mujhe 
tarash leta hoon us se bhi aine "Manzoor" 
kisi ke hath ka pathar agar lage hai mujhe 
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 416