donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Meer Taqi Meer
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Andho'n se hui na rihai tamam shab, *
Andho'n se hui na rihai tamam shab,
mujh dil jale ko nind na aai tamam shab,

chamak chali gai thi sitaro'n ki subah tak,
ke aasma'n se didabarai tamam shab,

jab mai'n ne shuru qissa kiya ankhe'n khol di'n,
yaqini thi mujh ko chashm numai tamam shab,

waqt-e-siyah ne der mei'n kal yawari si ki,
thi dushmanon se in ki larai tamam shab,

tare se teri palko'n pe qatre the ashk ke,
de rahe hai'n "Mir" dikhai tamam shab.
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 399