|
* Dam-e-subah bazm-e-khush jaha'n shab-e-gham se kam na thi meharba'n, *
Dam-e-subah bazm-e-khush jaha'n shab-e-gham se kam na thi meharba'n,
ke chiragh tha so to dud tha jo patang tha so ghubar tha,
dil-e-khasta jo lahu ho gaya to bhala hua ke kaha'n talak,
kabhi soz-e-sina se dagh tha kabhu dard-o-gham se figar tha,
dil-e-muztarib se guzar gai shab-e-wasl apni hi fikr mai'n,
na dimagh tha na faragh tha na shakb tha na qarar tha. |
|