donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Mirza Mohammad Rafi Sauda
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Jab yaar ne utha lair zulfon ke baa! baandhe *

Jab yaar ne utha lair zulfon ke baa! baandhe
Tab main ne apne dii mein iaakhon khyal bandhe.

Do din mein hum tau reejhe, ai waae haal unka,
Guzre ham jin ke dii ko yaan maah-o-saai bandhe.

Taar-enigah mein uske kyonkar phanse na yeh dii
Aankhon ne jiski !aakhon wahshi ghazaa! bandhe.

Bose ki hal tau khwahish par kaheye kyonke us Se,
Jis ke mizaaj-e-lab par haraf-e-sawaai bandhe.

Maaroge kis ko ji Se, kis par kamar kasi hai,
Phirte ho kyon pearey, talwaar dhaa! baandhe?

Do chaar sher aage uske parhe tau bola,
Mazmun yeh tu ne apne kya hasb-e-haai baandhe.

Sauda, Jo un ne baandha zuifon mein dii, saza hai,
Sheron mein, uske tu ne kyon khat-o-khaai baandhe?

 
Comments


Login

You are Visitor Number : 354