donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Muzaffar Hanfi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* ZALIM SAY TAKKAR LAINAY MEIN ANA KANI MAT KARNA *
ZALIM SAY TAKKAR LAINAY MEIN ANA KANI MAT KARNA 
BETAY GARMI KI SHIDAAT MEIN PANI PANI MUT KARNA 

YUN TO PHAYLAY HI RAHYTAI HAIN BAIYT LAINAY WALAY HAATH 
PHIR BHI BAIYT KAR LAINA TO RAU GARDANI MAT KARNA 

PILAY PATOO'N KO SHAKHOO'N NAY YEH SAMJHA KAR CHORA HAI 
ANDHI KA FARMAN AIY TO NA FARMANI MAT KARNA 

TUM AAPNI BIJLI KAI TUKRAY CHUN LOO MERE SINAY SAY 
MEIN AANKHOO'N SAY KAHY DETA HOON ROOT BAARANI MAT KARNA 

KHUDARI KA HAAD SAY BARHNA YA KAM HAUNA THEEK NAHI 
YEH JAZBA NAZOOK HOOTA HAI, KHINCHA TAANI MAT KARNA 

MEIN BHI TIR CHALA SAKTA HOON TUM PAR APNAY SHAIROO'N KAY 
AAINDA MERE BARAY MEIN GUL AFSHANNI MAT KARNA
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 376