donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Muzaffar Hanfi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* WO JO MASNAD PAR BETHA HAI HULYA AALI SHAN BANAI *
WO JO MASNAD PAR BETHA HAI HULYA AALI SHAN BANAI 
MERI GAZLOON KI KATRAN SAI OS NAI BHI DIWAN BANAI 

IS DUNYA MAIN CHAND SITARYEE CHOOP KAR GARHNYAI PARTAY HAIN 
ALBATA JIS KA JI CHAHYEE RAAT ALI ALA AILAN BANAI 

PAHELA PATHAR TOO NAY MARA MASOOMI KE DAWAYEE PAR 
ANDER SAI TOO BHI PATHAR HAI RAB TUJH KO INSAN BANAI 

PHIR MAIN NAY BADAL SAI POOCHA AINDAY AINDAY PHIRTAY HOO 
AB KI BANJAR KITNAYEE DALYEE KITNAYEE REGISTAN BANAYEE 

WAYSAY HUM DONOO MUKHLIS THAI APNAY APNAY KAMOO-N MAIN 
OS NAY DIWARIN UNCHI KI MEIN NAY ROSHANDAN BANAI 

ITNI HI ZID MUJH KO BHI THI AAG LAGNAY WALOON SAY 
JALNAY WALI HUR BASTI MEIN GHAR HATI ILIMKAN BANAI
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 363