donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Muzaffar Hanfi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* WAHI ZAKHAM ZAKHAM PE KUNDA HAI DIL-E-DAGHDAR OSI KA HAI *
WAHI ZAKHAM ZAKHAM PE KUNDA HAI DIL-E-DAGHDAR OSI KA HAI 
WO HAZAR DUSHMA-E-JAN SAHI MUJHAI AITBAR OSI KA HAI 

KAHIN TOR DE NA TUJHAI ANNA KE TILISM-E-ZAAT HAI AINA 
TERE DIL PAR TERE NIGAH PAR ABHI AIKHTYAR OSI KA HAI 

WO SAHAR NA AYEE TO YOON KARYAIN, HUM HI EK DOOSRAY SAY MILAIN 
MUJHAI INTIZAR OSI KA HAI TIJHAI INTIZAR OSI KA HAI 

WO ASIR-E-SHAHER DAMSHQ THA USAI APNAY AAP SAY ISHQ THA 
AB OSAI KHUDA KI TALASH HAI TO HUR EK DAYA OSI KA HAI 

WO RACH HOA HAI NAMOOD MAIN WHO CHARH SIMT NAMOOD MEIN 
WAHI DHOOND MEIN HAI CHUPA HOOA CHAMAN ISHTIHAR OSI KA HAI 

WO RAWAN DAWAN MERE KHOON MEIN WAHI AAG MERE BATOON MEIN 
MERI LAGHZISHAIN HI SABOOT HAIN YEH GUNAHA GAR OSI KA HAI 
HOOA SAR BULAND JO NAIZEE PAR TO JAHAN MEIN PHAIL GAI KHABAR 
KE JO KAAM AGAY JANG MEIN ALLAM ASDHKAR OSI KA HAI
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 338