donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Muzaffar Hanfi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* HAMARAY GHAR PAR KABHI SAIBAAN PARTA NAHI *
HAMARAY GHAR PAR KABHI SAIBAAN PARTA NAHI 
YEH WO ZAMEEN HAI JAHA'N ASMAN PARTA NAHI 

PARAOO KARTAY CHALAY RAH MEIN TO CHALN KYA 
SAFAR HI KYA HAI AGAR HAFAT KHWAAN PARTA NAHI 

BUJHANI HOGI HAMAIN KHOOD HI APNAY GHAR KIAAG 
KAHIN SAY AAI GI IMDAAD JAAN PARTA NAHI 

MAZAY MEIN HO JO TUMHAY BE-ZAMEEN RAKHA HAI 
KE FASAL UGATAY NAHI HO, LAGAN PARTA NAHI 

ATTA KHULOOS NAI KI HAI YAQEEN KI DAOOLAT 
GUMAAN OS KE MERAY DARMIAN PARTA NAHI 

HUM AHTEJAJ KISI RANG MEIN NAHI KARTAY 
HAMARAY KHOON SAY KOI NISHAN PARTA NAHI 

BAHETAROON MEIN USAY BHI TALAASH KAR LAYNA 
MUBAHESAY MEIN MERA KHANDAN PARTA NAHI
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 347