donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Muzaffar Hanfi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* MEIN GUNAHAGAR AUR ANGINIT PARSA CHAR JANIB SAY YALGHAAR KARTAY HOAI *
MEIN GUNAHAGAR AUR ANGINIT PARSA CHAR JANIB SAY YALGHAAR KARTAY HOAI 
JAISAY SHABKHOON MEIN UTHAIN LAUG TALWAR TALWAR KARTAY HOAI 

(PARSA= NAIK LOG) 

PHIR CHATTI HISS NAY PARCHAY LAGAI BAHOOT AAINAY AQBAT NAY DIKHAY BAHOOT 
BHAI NAY AAJ KAYOO'N DEKHA NAHI TAJPOSHI KA DARBAR KARTAY HOAI 

YEH ZAMANA LAGA HAI KI AAB JISM MEIN KHAAR KE WASTAY KHOON BAQI NAHI 
EK WO WAQAT BHI THA KI CHALTAY THAI RASTAY BAHR KO GULNAAR KARTAY HOAI 

UD RAHI THI WAHAN GARD TASHKIK KI, AANDHIAN TAIZ THI'N TANZ-0- TAZHIQ KI 
RASTAY MEIN PARA NAIK NAMI KA POOL, KHAUF AAYA JISAY PAAR KARTAY HOAI 

( TASHKIK= AWISHWAS ,NO TRUST) 

BEROOKHI KI HAWAIN MAUAFIQ NA THI'N KESAY EKHLAQ KI KAUPLAIN PHOOT THI'N 
CHAR AANSOO'N ZAMINOO'N KO NUM KAR GAI SARD LAFZOO'N KO BEKAR KARTAY HOAI 

WO KHARASHAIN DIKHATAY RAHEY HAATH KI SANBAARI KE DAURAN AIEE'N THI'N JO 
HUM IDHAR ZAKHM-E-SAR CHUPATAY RAHAI AUR TAZEEN-E-DASTAR KARTAY RAHAI 
(TAZEEN-E-DASTAAR= PAGRI KA SHRINGHAR) 

TARZ-E-TAMIR KE KUCH NAY ZAWIYAI ASR-E- NAOO KO MUZAFFAR NAI BAKHSHAI TAU HAIN 
APNI HI ZAAT PAR WAR KARTAY HOAI APNI HASTI KO MISMAAR KARTAI HOAI 
( TARZ-E-TAMIR= NIRMAN KE TARIQAI, WAY OF CONSTRUCTION)
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 406