donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Muzaffar Hanfi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* DARY KO AUR KOI BAHANA TO HAI NAHI *
DARY KO AUR KOI BAHANA TO HAI NAHI 
KAHETA HAI KI CHAL TERA THIKANA TO HAI NAHI 

AAB KAHAI DAYA TO BAAT NIBHAYIN GAI UMR BHAR 
HALANKI DOSTI KA ZAMANA TO HAI NAHI 
THORI SI ROSHNI HAI USAI JO BHI LOOT LAYEE 
JUGNOO MIAN KAI PAAS KHAZANA TO HAI NAHI 

SAB JAYEE HADSA SAYEE BAHOOT DOOR HOGAYEE 
ZAKHMI KI CHIKH KOI TARANA TO HAI NAHI 

DIWANA HAI JO US SAY TAWAQOO RAKHYEE KOI 
AKHIR WOO REHNOOMA HAY DIWANA TO HAY NAHI 

CHUBH JAIN JANYEE KIS KO MUZAFFAR HAMARYEE SHER 
APNA BHI KOI KHAS NISHANA TO HAI NAHI 
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 471