donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Muzaffar Hanfi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Gira aaNkhoN se chaknAa choor hokar *
Gira aaNkhoN se chaknAa choor hokar
Teraa saayaa, mujassam noor hokar

Agar socho to wazni ho gayee hai
Hamari baat  naa manzoor  hokar

Kisi ka paas aa kar door honaa
kahiN andar mahakna door hokar

Nazar Qaus E Qazah si tan rahi hai
Kisi ke jism se bhar poor hokar

‘Muzaffar’ dekhna kya ban gayi hai
Ghazal jazbaat se ma’moor hokar
*************
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 337