donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Nasir Kazmi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Apni dhun mei’n rahta hu’n, *
Apni dhun mei’n rahta hu’n,
Main bhi tere jaisa hu’n.

0, pichhli rut ke saathi,
Ab ke baras main tanha hu’n.

Ten gall mein sara din,
Dukh ke kankar chunta hu’n.

Mujh se aankh milaaey kaun, 
Main tera aaeena hun.

Tu jeevan ki bhani gall,
Main jungle ka rasta hun.

Aati rut mujhe roegi,
Jaati rut ka jhonka hun.

Apni lahar hal apna rog,
Darya hun aur payasa hun.
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 470