donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Nasir Kazmi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* O mere masroof khuda *
O mere masroof khuda 
Apni duniya dekh zara
Itni khalqat  ke hote
ShahroN meN hai sannata
ChoNpri waloN ki taqdeer
Bujha bujha sa ek diya
Khaak urate haiN din raat 
MiloN phail gaye sehra
ZaaG O zagaN ki gunchhoN se 
Suna jangale GuNj utha
Suraj sar pe aa pahuNcha 
Garmi hai ya roz E jaza
Peyasi dharti jalti hai 
Sukh gaye bahte darya
Fasl jal kar raakh hui 
Nagri nagri kaal para
O mere masroof khuda 
Apni duniya dekh zara
Itni khalqat  ke hote
ShahroN meN hai sannata
ChoNpri waloN ki taqdeer
Bujha bujha sa ek diya
Khaak urate haiN din raat 
MiloN phail gaye sehra
ZaaG O zagaN ki gunchhoN se 
Suna jangale GuNj utha
Suraj sar pe aa pahuNcha 
Garmi hai ya roz E jaza
Peyasi dharti jalti hai 
Sukh gaye bahte darya
Fasl jal kar raakh hui 
Nagri nagri kaal para
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 390