donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Naushad Ali Naushad
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Tabsera Musa Ke KaleemoN Ka Zaraa Dekh *
 Haalat:

Tabsera Musa Ke KaleemoN Ka Zaraa Dekh
Nafrat-o-Fareb Se Dil Unka Bharaa Dekh
Zurrate Hamla Ka IraN Pe Zaraa Dekh
Siney MeiN Dharakta Dil Unka Maraa Dekh 
	Karte HaiN Paamaal Tere Masjido-MakaN Ki
	Laanat Pare Allah Ki, Ho Fitkar Do JahaN Ki 

Ilzaam Hai Tujh Pe, Aalame-Dahshat Tum Ho
Zabr-Isa Pe KahiN to KahiN Wahshat Tum Ho
Sab ki ZabuN Hali Ka Sabab Ab Tak Tum Ho
Aashiqe-Diniya Ho, Duniya Ki Musibat Tum Ho 
Teri Zaat Se Darr Hai Ke MusalmaN Tum Ho !
	Qayele-Haq Nahi to Kya Sahebe-ImaN Tum Ho ? 



Qafle-Maghrib  ka ek Bebas Parinda Tum Ho
Maqtul Ho Ke Bhi Janabe Sharminda Tum Ho
Sahme Huye Dil Se Aaj Pasheminda Tum Ho
Kaisi Zaat Hai Teri Ke Abhi Tak Zindaa Tum Ho
	Ahle-ImaaN! Iss Daur Ka Saliqaa Yahi Hai
	Duniya se Shanashai Ka Waseela Yahi Hai  

‘Bush’ Ke KarindoN Ne Warqe-QaraN Jalayaa
JailoN Mein BegunahoN ko Nanga Nachayaa
GhareeboN ki Aseeri se ‘GITMO’ ko Sajayaa  
Tumhare Hi Sa
*******************************
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 426