donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Nizam Akhtar
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Nahiein mumkin kahin pani ka ek qatarah bhi ghat jay *
Nahiein mumkin kahin pani ka ek qatarah bhi  ghat jay,
Hamari zid pe usat bhi samander ki simat jay,

Meri koshish rahi ek toote aieene mein bhi,
Kisi soorat bikharti zindagi ka aks at jay,

Mujhe pahchan hai us raste ke her azeeyat ki,
Mere  pairon se aaker kis trah koi lipat jay,

Nazar rakhni pare gi ab ufuq per urne walonPer,
Hvadis ka ghubarah shaher mein aaker na phat jay,

Der-o-deewar ko main torta hon main is liyy akhter
Meri aankhon se aveizan her ek deewar hat jay.
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 354