donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Noman Shauq
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Ajaaeb ghar *
Ajaaeb ghar 


Bachhe 
Bachon ko dudh pilati aurten 
Aurton ke saron par 
Bargad ki tarah saya kiye burhe 
Mar deye gaee vo sab jo bagh nahi sakte the 
Gum hogai mesoptameya aur bebi lonya ke tahzib ki tarah 
Baghdad ke ajaaeb ghar me rakhe 
Mujassamon  ke honton ki muskan 
Dajla aur furat ke aasman par 
Urti hui garam ret aur dhuen me 
Do hathon ne jakar rakhi hain 
Bari berahmi se aazadi ki dono tangent 
Aur ghasitte liye jarhe hain kisi dilfaza muqam par 
Dunya ko  pahli bar 
Man ki gali ki tarah di jarhi hai aazadi ……….!
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 403