donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Nooruddin Mauj
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Hath rekha kee jo tasweer badal sakti hai khushk lahje kee bhee taseer badal saktee hai *
Ghazal numa

Hath rekha kee jo tasweer badal sakti hai khushk lahje kee bhee taseer badal saktee hai 
Tu jo chahe teri taqdeer badal sakti hai 
Lailaye waqt se ho jaye mohabbat gar to apnee hi zaat se ho jaye bhee nafrat gar to 
Subah aur sham ki tanweer badal saktee hai 
Jane yeh sabze gul ko bhee khabar hai ke nahin chand sa at ka ki mehman hai yeh husn-o-jamal 
Garmiye dhoop se tasweer badal saktee hai 
Apnee tadbeer ke andaz badal do gar tum apnee taqseer ke bhee saaz badldo gar tum 
Aain mumkin hai ke taazeer badal saktee hai 
Munsife waqt to de deta hai pha’nsi lekin ek hi lamhe me’n bach jata hai aasee kaise 
Ik dua hastee ki tafseer badal saktee hai 
Tere akhlaq ki hojae faseel ounchi jo aur deewar takabbur bhee ho kuch neechi to 
Mere bato’n ki bhee taaseer badal saktee hai 
“Mauj” qismat ki tu tahreer pe rota hai aur meri baat pe har waqt tu ha’nsta keya hai 
To jo chahe to tahreer badal saktee hai 
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 430