donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Obaidullah Aleem
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Bahaar mosam meN ghanta Aagey *
Bahaar mosam meN ghanta Aagey
KhazaaN ke mosam meN ghanta peechey
ham apni gharhyoN ki sooiyoN ko, ghuma phira ke
shab e siah se kaseed kartey heN 
saateeN chand roshni ki

magar, ye dil aur zehn apney
shab e siah se kaheeN ziada kaseef zulmat meN at gaey heN
kadooratooN aur adawatooN ke azab mosam meN ghir gaey heN

kabhi jo in sey kaseed kar leN
ham ek lamha bhi chahatooN ka
to apni jaaN pe ham hans ke seh leN
itaab sarey, azaab sarey
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 521