donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Obaidullah Hashmi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Samajhte they unhe’n ham kya magar woh haif kya nikle *
Ghazal numa
Samajhte they unhe’n ham kya magar woh haif kya nikle, 
Barhe hi bewafa nikle. 
Sila rahmi ibaadat hai sila rahmi se woh bilkul ,
Magar naa Aashnaa nikle .
Ilaahi kya nahi mumkin kabhi zahre halaahal bhi ,
Haqiqat me’n dawaa nikle. 
Yehi Aayeene ulfat hai  udhar joore sitamgar ho, 
Idhar dil se dua nikle .
Nahi hai “Hashmi” tanhaa zamaane bhar ke farzane, 
Junoo’n me’n mubtala nikle. 
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 362