donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Parveen Shakir
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* BaKht se ko’ii shikaayat hai na aflaak se hai, *
BaKht se ko’ii shikaayat hai na aflaak se hai,
yahii kyaa kam hai ke nisbat mujhe is Khaaq se hai,
Khwaab meN bhi tujhe bhuluuN tau rawaa rakh mujhse,
vo rawaiyya jo hawaa ka Khas-o-Khashaak se hai,
bazm-e-anjum meN qabaa Khaaq kii pahnii maine,
aur merii saarii faziilat isii poshaak se hai,
itnii raushan hai terii subH ke dil kahtaa hai,
ye ujaala to kisi deeda-e-namnaak se hai,
haath to kaat diye kuuzagaroN ke hamne,
mo’azae kii wahii ummid magar chaak se hai.
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 422