donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Parveen Shakir
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* KUCHH TO HAWA BHI SARD THI, KUCHH THA TERA KHAYAAL BHI, *
KUCHH TO HAWA BHI SARD THI, KUCHH THA TERA KHAYAAL BHI,
DIL KO KHUSHI KE SATH SATH HOTA RAHA MALAAL BHI,
BAAT WOH AADHI RAAT KI RAAT WOH POORE CHAAND KI,
CHAAND BHI AIN CHAIT KA US PE TERA JAMAAL BHI,
SAB SE NAZAR BACHA KE WOH MUJH KO KUCHH AISE DEKHTA,
IK DAFA TO RUK GAYII GARDISHE MAAH O WESAAL BHI,
DIL TO CHAMAK SAKEGA KYA PHIR BHI TARASH KE DEKH LE'N,
SHEESHA GIRAANE SHAHAR KE HAATH KA YEH KAMAAL BHI,
MERI TALAB THA AIK SHAKHSWOH JO NAHI MILA TO PHIR,
HAATH DUA SE YU'N GIRA, BHOOL GAYA SAWAAL BHI,
US KI SOKHAN TARAZIYAA'N MERE LIYE BHI DHAAL THII'N,
US KI HANSI ME'N CHHUP GAYA APNE GHAMO'N KA HAAL BHI.
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 381