donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Parveen Shakir
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Chaarah gar haar gaya ho jaise *
Chaarah gar haar gaya ho jaise,
Ab to marna hi dawa ho jaise,
Mujh se bichhrha tha woh pahle bhi magar,
Ab ke yeh zakhm naya ho jaise,
Mere maathe pe yeh payar ka haath,
Rooh per daste saba ho jaise,
Yo'n bhi hans ke mila tha lekin,
Dil hi dil me'n woh khafa ho jaise,
Sar chhupaye'n to badan khulta hai,
Zeest muflis ki rada ho jaise.
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 443