donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Parvez Ariz
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Mujh se taqdeer meri aaj bhi roothi kiyun hai *
Mujh se taqdeer meri aaj bhi roothi kiyun hai.
Zindigi mere liye eak paheli kiyun hai.

Rasta jis ka meri aankhoN ne barsoN dekha.
Wo khushi aa ke bhi dahleez pe thahri kiyun hai.

Neend aati hai kahaN reshmi bistar pe use.
Us ko shikwa hai wo mazdoor ki beti kiyun hai.

Jo bhi kahta hun main bas tere bhale ki khatir.
Phir meri baat tujhe khaar si chubhti kiyun hai.

Jis ne tujh ko bhi haseeN khwaab dikhaye "ARIZ"
Aaj galiyoN men bhatakta wo najumi kiyu
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 388