donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Pirzada Qasim
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Masnad-e-Khvaab pe baiThaa hai ko’ii jaagtaa hai, *
Masnad-e-Khvaab pe baiThaa hai ko’ii jaagtaa hai,
mujh meN aabaad hai jo Khvaab vohii jaagtaa hai,
(masnad-e-Khvaab : throne for the dreams)
naa-muraadaanaa palaT jaate haiN saail dar se,
bhhiiR chhaT hai aksar to saKhii jaagtaa hai,
(naa-muraadaanaa : unfulfilled; saKhii : generous person)
na ho insaan se maayuus to Khvaabiidaa zamiir,
hashr kar detaa hai barpaa jo kabhii jaagtaa hai.
(hashr : day of judgment)
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 394