donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Poonam Kausar
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* ha`nsi bhi aaye jo, aankhei`n to nam hi rehti hai`n *
ha`nsi bhi aaye jo, aankhei`n to nam hi rehti hai`n
ye jheel jaisa samandar bhara sa rehta hai

jheel kehte hai`n wo aankho`n ko,unhe kya maloom
hamne aankho`n me samandar ko basaa rakha hai

honto`n pe aaine ke larazti hai tishnagi
aankho`n me aaina hai samandar liye hue

dard palko`n per hi hai thhehra hua
kya samandar aur bhi gehra hua?

uske honto`n ki sabhi khamoshia`n samjhi thhi mai`n
khushk aankho`n me samandar thhe niha`n ,samjhi thhi mai`n

mera vajood samandar me dhoondiye `kausar`
tamaam umr mai`n behti rahi nadi ki tarah

Poonam `kausar`
****
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 334