* zameen paao`n ke neechey se nikli jaati thhi *
zameen paao`n ke neechey se nikli jaati thhi
uthhai sir pe magar aasmaan betha raha
t`aab kab thhi zameen hone ki
khud ko wo aasma`n banaa bethha
tu agar meharbaan ho jaye
ye zamee`n aasmaan ho jaye
nigah rehti hai `kausar`ki aasmaano per
magar zameen ka ehsaas saath chalta hai
Poonam `kausar`
|