donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Qayem Chandpuri
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* dekha hai aaj rah mei.n hum ek harir-posh *

dekha hai aaj rah mei.n hum ek harir-posh

par yar kuchh na puchh ki kya chhab che-bar che-dosh

piTun hu.n kis ke gham mei.n sar o sina mai.n ki aaj

ho hai ye shash-jihat se taqaza ki ha.n ba-josh

sajda ho aastan-e-haram ka nasib-e-shaikh

mai.n aur sar-e-niyaz o dar-e-pir-e-mai-farosh

fariyaad tin suni na meri warna gul tamam

sunne ko nala murgh-e-chaman ka hua hai gosh

'qayem' hai kiya halahil o aab-e-khizar pe hasr

aa jae bazm-e-dast mei.n jo kuchh so kije nosh


۸۸۸۸۸۸۸۸۸۸۸۸۸۸۸۸۸


 

 
Comments


Login

You are Visitor Number : 132