|
* Khabr-e-tahayyur-e-ishq sun na janoon raiza na pan rahi, *
Khabr-e-tahayyur-e-ishq sun na janoon raiza na pan rahi,
Na tau tu raha, na tau main raha, Jo rahi so be-khabni rahi.
Shah-e-bekhudi ne ita kiya mujhe ab Iibaas-e-brahnagi,
Na khird ki bakhiya gari rahi, na janoon ki pardah dan rahi.
Chali simat-e-ghaib sein kya hawa ke chaman zahoor ka jal gaya,
Magar ek shaakh-e-nihal-gham, jise dii kaho, so han rahi.
Nazr-e-taghafuI-e-yaar ka gila kis zabaan sein beaan karun,
Ke sharab-e-sad qadah-e-aarzoo khum-e-dil mein thi, so bhani rahi.
Woh ajab ghani thi main jis ghari iiya dars nuskha-e-ishq ka,
Ke kitab aqal ki taaq mein jun dhani thi teon hi dhani rahi.
Tire josh-e-hairat-e-husn ka asar qadar sein yahan him,
Ke na aaeene mein rahi jila, na pan ko jaiwa gari rahi.
Kiya khak aatish-e-ishq ne dile-be nawa-e-Siraj kon,
Na kha tar raha, na hazar raha, magar ek he-khatri rahi.
|
|