donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Rajinder Manchanda Bani
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Damak raha tha bahut yun tau parahan uska, *
Damak raha tha bahut yun tau parahan uska,
Zara se lamas ne roshan kiya badan uska.

Wok kkak uraane pe aae tau saare dasht uske, 
Chale gudaaz qadam tau chaman chaman uska.

Wok jhoof such se pare raat kuchh sunaata tha,
Dijon mein raast utar gaya sakhun uska.

Ajib aab-o-hawa ka woh rahne wala hai, 
Milega khwaab-o-khila mein kahin watan uska.

Wok roz sham se shamen dhuan dhuan uski, 
Wok roz subah ujala kiran kiran uska.

Miri nazar mein hai mehfooz aaj bhi Bani, 
Badan kasa hua, malboos-e-be-shikan uska.
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 392