donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Sabir Azimabadi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Muhabbat me’n aa'nso bhate rhenge ,yu’nhi hijr ka ghum uthate rahe’nge *

Ghazal numa

Muhabbat me’n aa'nso bahate rahenge ,yu’nhi hijr ka ghum uthate rahe’nge
Tujhe yad kar ke bhoolate rahenge
Yeh nafrt ,yeh zillat ,yeh aahe’n ,yeh aa’nso ,hai bikhree huyee lash aadam kee her su
Yehee aa-e-na hum dekhate rhe’nge
Kaha’n hai woh mnsob-e- punj saala ,kamr torh mah’ngayi ne mar daala
Yeh takleef kab tak utha te rhene’nge ?
Bhala se zmana ho naraz hum se mile kuch to chhutkara ranj –o – alm se
Usee tarah peete pilaate rhe’nge
Uthaee gai gaee jo deewar–e-nafrat ,unhe’n apne mazbot hath’n se ja kar
Tahiyyah keeya hai ,geerate rhen’ge
Agr woh na aaya to sabir sada hum guharbaye ashke rwa’n se shab-e-ghum
Yeh deewar muzga’n sjate rhe’nge

 
Comments


Login

You are Visitor Number : 456